Koneksi internet anda terputus. Tunggu dan coba lagi , atau Refresh Halaman.

upload wordpress in webHosting




file manger pe click kre aur pehli dafa usy instal kre aur phir us ke bad wo open hooo jaega to app upload file ke button pe click kre joo ke top pe left corner pe chota sa butoon hooga to wo apko apkey local computer me le jaega waha se ap ne wo wala soft upload krna he jooo ham ne wordpress.org se download kya tha joo ke zip file me hooga 
Note(joo bi cheez app ne wordpress me upload krni he ya web hosting pe upload krni he to wo zin file me hooni chahea siwaea pics ya songs etc ke )

aur ok kr de to thori dair tk apka softwere apki web hosting pe pohnch jaega to phir ap us zip ke folder pe right click kre aur extract kr de to zip file ke sath hi ak aur folder b aa jaega app us pe double click kre aur open kr ke us me se files ko copy ya cut kr ke joo ke ap right click krty hue
krengy kr skty he aur phir main pe aa ke jaha pe aapki zip file pari he waha pe paste kr de aur phir app apni web ka url laga to wordpress ki instaltaion ka kaam shuru hoo jaega.

Previous
Next Post »